Adhar Card Ko Bank Account Se Kaise jode link kare – How To Link Adhar Card With Bank Account. Dosto ye Hai Aaj Ka Topic Agar Apka Kisi Bank me Account hai to fir apke pass bhi goverment ki taraf se SMS Aaya hoga. or usme likha hoga ki Apna Adhar Card bank se Link Karaye. goverment ke Es abhiyan se sabhi ko apne Apna adhar bank se jodna hoga jisase we bhavishya me aane wali suvidhao ka sidha laabh utha sakege. Goverment ne APES (aadhaar enabled payment system) Launch kiya hai jisase Aap fingerprint ke jariye ATm machine or Bank me hone wali machine se paise nikaal sakege bina kisi extra verification ke. jo ki bahut acchi technique hai. yhi wajah se jisase sabhi ke pass aadhar ko bank se jodne ke SMS aa rhe hai.
Aadhar Card Ko Bank Account Se Link Kaise Kare. |
1. Pan Card ke Liye Online Apply Kaise KAre.
2. Voter Id Card ke Liye Online apply kaise kare.
3. CM Yogi Adityanath Story In Hindi.
आधार कार्ड को बैंक खाते से कैसे जोड़े – (How To Link Aadhar Card With Bank Account) –
SMS Ke jariye Aadhar Card ko Bank Se Jode –
3. Sms Type karne ke Baad Ese 567676 Par Send Karde.
1. PM Narendra Modi Ji Se Sampark kaise kAre.
2. Aadhar Card Me Mobile Number KAise Jode.
3. Pratiyogita Darpan Pdf Download Kaise KAre
ATM Ke Jariye Bank Me Aadhar Card Kaise Jode/Link kare –
- Sabse Pahle Kisi SBI ATM par Jakar APna ATM Machine me Lagaye Or PIN daale.
- Ab Apke Samne ATM Screen Par Menu Show Hogi To Us MEnu Me “Service – Registration” par Click Kare.
- Click Karne KE Baad Aadhar Registration Par Click kare.
- Aab Aap Account Type Saving/Checking Select kare..
- Eske Baad Apna Aadhar car number Enter Kare.
- Ab Aapko Firse Aadhar no. Re-enter karne ko kaha jayega to firse aadhar number daale.
- Pura Process ho jane ke baad apka adhar card number bank account se jod diya jayega.
1.PAytm Account Delete Kaise KAre
2.Ramayan Video Download kAre
3.Mobile Number ki Location Detail kaise pta kare
INternet Banking Se Aadhar card ko Bank Se Kaise Jodte Hai-
- Sabse Pahle SBI(State Bank Of India) ki Website par apna Internet Banking ka Account Login kare.
- Account login karne ke baad My Aacount par click kare.
- Ab Aap Link Your Aadhar Number par click kare. or fir apna Bank Account Number select kare.
- Fir Apna Aadhar number enter karke save karde.
- Done Ab Apka Aadhar number Bank se Link Ho chuka hai.