Google Search Engine ke bare me to hum sabhi jante he ki google search duniya ke sabse behatreen search engine me se ek he, Puri duniya me jyadar tar searching k liye google search ka estemaal kiya jaata hai. Sach kahe to google ke bina ye internet world complete nhi he. Aaj ke time me har koi vyakti google par apni pehchan banana chahte he. jisase puri duniya usake bare me jaan sake. waise apne dekha hoga ki google pr kuch bhi search karke pr search engine me link ke sath sath image me bhi image show hoti h. image kisi bhi ensaan ki ho sakti h models actress and players ki bhi.
Aap Logo ki bhi pic esi tarah Google par show ho sakti h.
Apni pickogoogle image me upload karna koi jyada hard nhi he, aapkarsaktehoapni pic upload google par. Aaj me bataugaaapko ki google images me apni pic ko kaise upload kare or ve pic kitne time baad google image me aatihe.
Lekin yah bhi janana bahut jruri he ki google aisa koi option provide nhi karti jisase aap facebook ki Tarah apni pic upload kr sake. Lekin kuch achhe aisi tricks he jisase aapki pic google par show hone lagegi.
Apni pickogoogle image me upload karna koi jyada hard nhi he, aapkarsaktehoapni pic upload google par. Aaj me bataugaaapko ki google images me apni pic ko kaise upload kare or ve pic kitne time baad google image me aatihe.
Lekin yah bhi janana bahut jruri he ki google aisa koi option provide nhi karti jisase aap facebook ki Tarah apni pic upload kr sake. Lekin kuch achhe aisi tricks he jisase aapki pic google par show hone lagegi.
Google Me Apni Photo Image Upload kaise Kare –
Agar aap facebook twitter linkedin google plus jaisi social media websites chahate hoge or apni pics bhi upload karte hoge to eska matlab he ki aapki pic alredy google search image me aa gyi he. jab Aap kisi bhi website par koi bhi image ko public me post ya publish karte ho to eska matlab he ki ab aapki image ko har koi dekh sakta he. Or google bhi yhi karta he jab koi kisi bhi type ka name search baar me likh kar search karega to google pure scyber worlds me check karega or fir search kiye huye name se milti huyi image ko show karega. ab Aap samaj gyehoge ki google me apni photo kaise upload karte hai.
- गेम डाउनलोड करना है तो यहां से Racing, Action गेम डाउनलोड kare
- Android Mobile Ki Speed Ko Fast And Smooth Kaise Kare.
- Gmail Account Delete Kaise kare Hindi Me Jane.
- Android Mobile Battery Save karne ki Sabse Achhi Tips/Trick
Agar aapko bhi apni image photos ko google search me laana he to aapko facebook twitter google plus jaisi social networking website par account bana padega jisase aapki image google me show hogi. Aap jab bhi apni images photos ko kisi bhi website par upload karne se pahle image/photos ka name change karke apna name likh de jisase aapki image google search me bahut jaldi aayegi. Google search me image kitne time me show hogi eska koi time fix nhi hotaa e 1 month 1 week ya usase bhi jyada time me aa sakti h google me.
Agar aap website ya blog user he to aap apni pics ko waha par bhi index kar sakte he. jisase aapke baare me saari duniya jaan sakegi.
NOTE= Agar aapko humari post google me image upload kaise kare acchi lagi to aap aapne friends ke sath jarur share kijiyega.
Thanks for reading,