Hello friends Aaj hum apko android mobile ke google play store se paid app Free download kArne ka tareeka batane ka rhe hai. Aaj ke time jyadatar log android Phone user hai. Dekha aaye to google play store par bahut se aise app jo jinhe download karne ke liye apko paise dene padte hai tabhi aap un app ko download kar sakte hai. Kyuki ve Paid App hote hai. Humari di gyi jankari se aap google play store ke paid app free me download karna sikh jayege.
Google play store google ki ek app store hai jaha par Games, social Apps, Advance App hai jo Paid hai. Kyuki app developer company un app ko free download karne ki ijazar nhi deti hai. Ya agar kuch app aise bhi hote hai jinka simple version to free hota hai lekin Un app ke Pro version download karne ka paisa dena padta hai. Jo ki koi nhi dena chahata.
|
Google Play Store Paid Apps ko Free Me Download Kaise Kare |
App humari dwara batayi gyi jankari se Paid Android Launcher, Paid Games Jaise GTA Vice City, GTA San
Adreas jaise games or bhi bahut saare pro App ko free download kar payege.
Jisake liye ek rupaye bhi dene ki jarurat nhi hai.
Google Play Store Se Paid App Free Download Kaise Kare –
Paid Apps free download karne ke liye bahut saare tarike hai lekin hum aapko aise tarike batayege jo ekdam secure jo genium hai. Matlab ki bina kisi galat tarike ke. Bas aapko bataye gye App Follow karne hai.
BlackMart Paid App Store –
Blackmart ek aisa Application hai jaha par Google play store ke saare Paid App ko Aap Balckmart se free me download kar sakte hai. Blackmart App ekdam Play store ke jaisa hai.
Step-2 AB BlackMart App install kre or fir open kare
Step-3 upar search baar me apna manchaha paid app search kare
Step-4 Or fir install wale option par click kre. Jiske baad wo app download hona start ho jayega.
To esi prakar se aap manchahe Paid Apps ko Free me download kar sakte hai or ye bahut hi aasan tarika hai. Apko jarur samaj aagya hoga.
Revdl.com Website Se Free Apps, Games Or Pro apk Downlaod Kare-
Revdl bahut hi achhi website hai yha par apko sabhi type ke paid free pro app apk mil jayege. Or mere hisaab ye onr of the best website hai jaha se App Paid Games ko bhi free me download kar sakte hai yba sabhi prakar ke App + Apk Data bhi hai. Agar App koi Game download karna chahte hai jaise Gta Vice City Android phone me to uske liye bas apko Apk + Data file download karni hai jise aap future me bhi save karke rakh sakte haj.
To ye bhi ek achhi website hai paid game, Apps and Pro Apk download karne ke liye.
Step-1 Revdl.com ki website par jaye.
Step-2 upar search baar me App search kare
|
free download paid apps and games |
Step-3 or fir download page par jake download start karde.
ALSo Read –
To friends ye the kuch jinaki madad se aap google play store ke paid apps ko free me download karna sikh gye hoge. Ab Apko Eske liye ek bhi paise ke dene ki jarurat nhi hai. Agar apko humari post usefull lgi ho to ese share jarur kare. or aisi hi technology ki jankari hindi me janane ke liye daily visit kare.