Aadhar card mobile number registration – Hello dosto Aaj hum apko Adhar Card ki jaruri jankari apke sath Share karne ja rhe hai. hum apko batayege ki aadhar card mobile number registration online link kaise karte hai. Agar Apka Adhar ban chuka hai or apne card me mobile no nhi add kiya hai to aap humari dwara baatai gyi jankari se apna number jod sakte hai. jo ki aaj ke time bahut jaruri hai. Register mobile number in aadhar ke kayi reason ho sakte hai. agar aapne new number le liya hai ya fir apka adhar registerd number kho gya hai to fir apko apna new number adhar card ke sath jodna bahut jaruri hai jisase apke kisi bhi kaam me koi uljahn ka aaye.
Adhar Card Me Mobile Number kaise Jode/Add kare |
Mobile Number ka Adhar se link hona bahut jaruri hai. agar apka Aadhar card mobile number update nhi hai to aap bhavisya me Adhar card online download nhi kar payege kyuki uska verification OTP Registerd Mobile Number Par Send Hota hai oe us Otp ko verify karne ke baad hi aap apna card download kar sakte hai.Ye jankari apke liye bahut helpfull hone wali hai to please ese aap acche se pura pade jisase aap aasani se apna number adhar se attach kar payege. mobile number aap online add nhi kar sakte uske liye apko UIDAI ka Form Fill akarke diye gye address par bejna hai uske baad Apka Number joda jayega. Agar Aap Apna Mobile Number Adhar se change karna chahte hai to aap use online kar sakte hai uske liye niche bataye gye Steps ko Follow kare.
How to register mobile number in aadhar card – Online
- आधार कार्ड देखे Aadhar card check करे पूरी जानकारी
- Aadhar Card Ko Bank Account Se Link Kaise Kare.
- Apna CSC Registration: Apna CSC केंद्र कैसे खोले?
- Sabse Pahle UIDAI website Jakar Number Add Karne ka Form Download Kare. Form Download Karne Ke Liye https://uidai.gov.in/images/UpdateRequestFormV2.pdf
- Form Download karne ke baad use acchi tarah fill karde. puchi gyi sabhi jankari Add kare.
- Or Uske Baad Jaruri Document Ke Sath Attach Karke Form Me diye gye Address par post karde.
- jab aapka Form UIDAI Service walo ko receive ho jayega uske baad we apka Mobile Number Adhar ke sath jod dege.
Aadhar card mobile number registration online link- Aadhar Verification
- Sabse Pahle Aap YE Link Open Kare https://ssup.uidai.gov.in/web/guest/update
- Link Open Karn Ke Baad apna Adhar card ka number dale or Capta text dale uske baad Send OTP par click kare.
- Ab Apke Regiseted mobile Number Par Otp ayega usko verify kare .
- Ab Apke Samne Data Update ka Form Aayeg Uske Aaap jo jankari Change karna chahte hai badlna chahte hai use add kare fir next krde.
- or uske baad Document Upload wale form me jaruri doucment scan karke upload karde.
- Ab Next Next karte jaye.
- Jab Apke Request UIDAI Senter ko receive ho jayegi tb we apke adhar ki jankari change karke update kar dege. or apka Number adhar se jod dege.
MUST READ –
- IRCTC की जानकारी और IRCTC में New Account कैसे बनायें? – Full Guide
- What Is Internet In Hindi – इन्टरनेट क्या है?
- Animation Cartoon Video Kaise Banaye Android Phone Se.
FInal Word:
To Friends Es prakar Aap apne Aadhar Mobile Verification kar sakte hai or muje muje aasha hai ki aapko ye Post “how to register mobile number in aadhar card online” jarur help full lagi hogi. agar post acchi lagi to ese share kare. or technology se releted jankari pane ke liye daily visit kare digital hindi club.