Hello friends.. Aaj hum Apko Android phone Ki Jankari Batane Wali hai. Jiske Jariye Aap kisi bhi Android phone ke Processor, CPU, RAM, Battery Ki Jankari Check kar sakte hai. Or Pta Kar sakte hai ki us mobile phone me konsa processor lagaya gya hai, Cpu kitne core ka Hai, Sensor and Battery ki jankari. Agar aap market me new android phone lene jate hai or apko phone ke bare me bilkul bhi jankari nhi hai to aap humari ye Post Read kare. yha paar jaan sakege ki new phone lene se pahle kya kya check kare. Ya Fir Aap Kisi se Old Mobile Buy Kar rhe hai or us Mobile Ki Puri Jankari Check karna Chahte hai to Aap Ekdam sahi jagah aaye hai. Android phone me alag alag type ke processor lagaye jate hai jis par phone work krta hai.
Phone Ka processor phone ke baki ki Hardware or Software ke hisaab se lagaya jata hai. Jaise ki RAM Agar kisi mobile me 1GB Ram hai to usme 1GB Ram ke hisaab se processor laga hoga. Agar 2GB RAM hai to usme high processing wala processor laga hoga.
Android Phone Me Processor, CPU, RAM, Sensor Kaise check kare |
1. E – Commerce क्या है – E Commerce Meaning In Hindi.
2. मोबाइल (Mobile) नंबर की लोकेशन नाम कैसे पता करे
3. Android Phone Root Karne Ke Baad Kya kare
4.
Android Phone Me Processor, RAM, CPU, Sensor Kaise Check kare –
Step:3 Ab Apke samne Soc, Device, System, Battery, Sensor Etc.
SOC – Soc Option par click karke aap Android phone ke Processor ka naam pta kar sakte hai. Check kar sakte hai ki Phone me kitne core ka CPU hai. GPU ki jankari dekh sakte hai. Matlab kI SOC option se phone ke processing system ki jankari Dekh sakte hai.
DEVICE – Device Option se aap Phone ka Model, Brand, Display Size, Screen Resolution check kar sakte hai. Or sath hi sath phone me kitni RAM hai or Kitna Internal Storage hai wo bhi jaan sakte hai.
how to check android phone System Info, Battery Detail –
SYSTEM – system option me se aap phone ka Android version check kar sakte hai. Jaise ki Lollipop, KitKat konsa version hai. Chexk kar sakte hai mobile ROOTED hai ya nhi or bhi bahut jankari check kar sakte hai.
BATTERY – Battery wale option se aap phone ki Battery ki jankari dekh sakte hai. Phone me kitne mah ki battery hai. Battery ki Health kaisi hai, Temperature kitna hai battery ka or sab kuch.
SENSOR – Sensor wale option se aap phone ke sensor check kar sakte hai. Jaise ki Mobile kon kon se sensor hai. or we kaise work kar rha hai. Ye sab jankari dekh sakte hai apne phone me.
Ye BHi Jane:-
1.Android Phone Fast Charge Kaise KAre.
2.Android Phone ke All sensor Ki Jankari
3. Internet Se Free Call Kaise Kare.
Friends CPU-Z bahut Accha App Hai. Aap CPU-z App Google Play Store Se Free me download kar sakte hai. esase aap kisi bhi Android Phone ke Processor, CPU, RAM, Battery, or sensor ki Puri Jankari dekh sakte hai. or esase aapko phone ki ekdam sahi jankari milegi. muje aasha hai ki apko ye post jarur helpfull lgi hogi. humari es post ko share jarur kare.