Hello Friends To aaj ki post me hum janene ki Instagram ki photo or videos download kaise kare (How To download Instagram Images). Instagram most popular photo sharing app hai jo ki ek social media app bhi kaha jata hai. Yeh apne user Ko har tarah ki sefty dena chahta hai privacy polices or bhi bahut saari update karte hai jisase unke user ka koi nuksaan na ho. usi prakar se instagram par aap kisi ki pic save nhi kar sakte hai. ye feature Girls profile ke liye to bahut accha hai but agar Aap kisi ki profile pic ko download and save karna chahte hai to fir apke liye ye acha nhi hai. to esliye hum apko aaj batayege ki Instagram par photo, images, video kaise downlaod kate hai.
Instagram Photo/Images and Video Download Kaise Kare |
Instagram ki sabse Acchi baat hai ki aap yha par safe mahsus karte hai ye facebook se ekdam alag app hai. instagram par millions people ka account hai jo apni images photo apne friends ke sath share karte hai. but agr unka koi friend un photos ko save karna chahe to nhi kar sakta kyuki instagram ne apne app me Download ka koi option diya hi nhi hai. Esliye hum apke sath ye behatreen trick share kar rhe hai jisase aap kisi ki bhi instagram image photo save kar sakte hai.
Must Read:-
1. Indian Browser App Download Kaise kare.
2. Mobile Number Ki Loccation Naam kaise pta kare
3. Android phone me font change kaise kare
1. Indian Browser App Download Kaise kare.
2. Mobile Number Ki Loccation Naam kaise pta kare
3. Android phone me font change kaise kare
How To Download Instagram Photo And Videos(Instagram photo,images kaise download kare) –
Images and photo download karne ke liye apko apne android phone me instasave name ka app install krna hai. or fir uske baad koi bhi photo instagram ki download kar sakte hai. to chaliye jante hai step by step.
STEP-1 Sabse Pahle Android Phone Me INSTASAVE App Download Kare.
STEP-3 Ab Instasave App Open kare Or Fir Login With Instagram Par Click kare.
Step:-2 Ab Instagram Open kare orFir jis photo ko download karna chahte hai uspe click kre or fir niche tree dot par Copy Share Url Par click kare.
STEP-5 Done.. Ab Aap phone ki Gallery me images dekh sakte hai.
Ye Bhi Jane:-
1. Memory Card Se Delete Images, Video Recover Kaise kAre
2. Android Phone Ki Speed Fast kaise kare.
3. Youtube Se Paise kise Kamaye
Ab save huyi images Apki mobile Gallery me Show ho jayegi. esi tareeke se aap video download kar sakte hai uske liye aapko instagram video ka link share karke copy karna hai or fir download button par click karna hai.
Friends aap ek post ke jariye Instagram photo or video downlaod karna sikh gye hoge. agar aapko ye post helfull lgi to ese share jarur kare. Or aisi hi technology ki jankari hindi me janane ke liye daily visit kare digital hindi club.